Kahan Laya Mera Yaar Lyrics

"Kahan Laya Mera Yaar" lyrics from Agnee sung by alka yagnik, suresh wadkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Kahan Laya Mera Yaar Lyrics


Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak
Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak
Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak

Kaha laya mera yar pahado mein
Kaha laya mera yar pahado mein
Mere lahanga haye mera lahanga
Mera lahanga fas gaya jhado mein
Mera lahanga fas gaya jhado mein
Kaha laya mera yar pahado mein

Basti se dur hai kitne
Hum tum majbur hai kitne
Basti se dur hai kitne
Hum tum majbur hai kitne
Apna sanjog hai aisa
Ye prem ka rog hai aisa

Ye prem ka rog hai aisa
Koi bachta hain ek hajaro mein
Koi bachta hain ek hajaro mein
Mera lahanga fas gaya jhado mein
Kaha laya mera yar pahado mein

Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak
Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak

Oyi mat mar mat mar
Mat mar kamar ke thumke
Gir jayenge tere jhumke
Hat mat chhu mat chhu ang tu mera
Udd jaye rang na tera
Udd jaye rang na tera
Kar door se bat isaro mein
Kar door se bat isaro mein

Mera lahanga fas gaya jhado mein
Kaha laya mera yar pahado mein
Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak
Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak

Sawan ki bhigi rat ho tum
Jalti huyi barsat ho tum
Sawan ki bhigi rat ho tum
Jalti huyi barsat ho tum
Mithi si lagan lagi hai

Ye kaisi agan jagi hain
Ye kaisi agan jagi hain
Ho jaise chamke chand sitaro mein
Ho jaise chamke chand sitaro mein
Ho aisi chiz tu ek hazaro meom

Kaha laya mera yar pahado meom
Mere lahanga haye mera lahanga
Mera lahanga fas gaya jhado mein
Mera lahanga fas gaya jhado mein
Kaha laya mera yar pahado mein

Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak
Jhak jhak re julai jhak jhak
Dhak dhak re jiyra dhak dhak.

More songs lyrics from Agnee.