Kaha Nahi Ram Hai Lyrics

"Kaha Nahi Ram Hai" lyrics from Pawan Putra Hanuman sung by sudha malhotra and music directed by chitragupta shrivastava and composed by chitragupta shrivastava and lyrics written by saraswati kumar deepak

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Kaha Nahi Ram Hai Lyrics


Pooja jap tap main nahi janu
Main nahi janu aarati
Kya karu main japu
Prabhu ka naam
Kaliyo mein ram mera
Sadiyo mein ram hai
Kaliyo mein ram mera
Sadiyo mein ram hai
Dharati gagan mein mere
Prabhu ji ka dham hai
Kaha nahi ram hai

Kaliyo mein ram mera
Sadiyo mein ram hai
Dharati gagan mein mere
Prabhu ji ka dham hai
Kaha nahi ram hai

Prabhu teri rup chhaya
Prabhu teri chandani
Leharo ki vina mein hai
Jagdish ki ragini

Prabhu teri rup chhaya
Prabhu teri chandani
Leharo ki vina mein hai
Jagdish ki ragini
Kaha nahi likha mere
Natwar ka naam hai
Kaha nahi likha mere
Natwar ka naam hai
Dharati gagan mein mere
Prabhu ji ka dham hai
Kaha nahi ram hai

Wahi phool phool mein hai
Wahi pat pat mein
Rehta hai ram mera
Sab hi ke saath mein
Wahi phool phool mein hai
Wahi pat pat mein
Rehta hai ram mera
Sab hi ke saath mein
Mera rom rom
Jisko karta salam hai
Mera rom rom
Jisko karta salam hai
Dharati gagan mein mere
Prabhu ji ka dham hai
Kaha nahi ram hai

Wo chahe to pal bhar mein hi
Uncha parwat jhuk jaye
Wo chahe to pal bhar mein hi
Uncha parwat jhuk jaye
Uski daya se patthar mein bhi
Phool rangila khil jaye
Wo chahe to path bhule ko
Raah se mukti mil jaaye
Uski daya se banta sab hi ka kaam hai
Uski daya se banta sab hi ka kaam hai
Dharati gagan mein mere
Prabhu ji ka dham hai
Kaha nahi ram hai
Kaha nahi ram hai
Kaha nahi ram hai
Kaha nahi ram hai
Kaha nahi ram hai
Kaha nahi ram hai

Ram ram ram ram japo
Ram ram ram ram ram
Ram ram ram ram japo
Ram ram ram ram ram
Japo ram ram ram ram
Ram ram ram ram ram

Ram ram ram ram ram.

More songs lyrics from Pawan Putra Hanuman.