Kadamon Mein Tere Lyrics
"Kadamon Mein Tere" lyrics from Tere Bagair sung by mohammed rafi and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by madan mohan kohli
Kadamon Mein Tere Lyrics
Kadamon mein tere ae sanam
Hamane toh sar jhuka liya
Tujhako khuda bana liya
Kadamon mein tere ae sanam
Hamane toh sar jhuka liya
Tujhako khuda bana liya
Kadamon mein tere ae sanam
Ada ada mein shokiya
Nazar nazar mein bijaliya
Ada ada mein shokiya
Nazar nazar mein bijaliya
Khile rahi hai teri najar
Meri najar ka imtihaan
Meri najar ka imtihaan
Kadamon mein tere ae sanam
Hamane toh sar jhuka liya
Tujhako khuda bana liya,
Kadamon mein tere ae sanam
Jahaan pade kadam tere
Woh raahein khushnasib hai
Jahaan pade kadam tere
Woh raahein khushnasib hai
Tere gale ka haar ho
Woh baahein khushnasib hai
Woh baahein khushnasib hai
Kadamon mein tere ae sanam
Hamane toh sar jhuka liya
Tujhako khuda bana liya,
Kadamon mein tere ae sanam
Khili khili yeh chaandani
Tere badan ka noor hai
Khili khili yeh chaandani
Tere badan ka noor hai
Jidhar nazar uthaiye
Surur hi surur hai
Surur hi surur hai
Teri hansi ko dekhkar
Phoolon ne munh chhupa liya
Tujhako khuda bana liya,
Kadamon mein tere ae sanam
La la la la la la la.
More songs lyrics from Tere Bagair.