Kabhi To Khul Ke Baras Lyrics

"Kabhi To Khul Ke Baras" lyrics from A Sound Affair sung by chitra singh (chitra dutta) and music directed by jagjit singh and composed by jagjit singh and lyrics written by prem warbartani

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kabhi To Khul Ke Baras Lyrics


Kabhi to khul ke baras
Ab ke meherbaan ki tarah
Kabhi to khul ke baras
Ab ke meherbaan ki tarah
Mera wazud hain jalte
Huye makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras
Ab ke meherbaan ki tarah

Main ik khwab sahin
Aapki amanat hoon
Main ik khwab sahin
Aapki amanat hoon
Mujhe sambhal ke rakhiyega
Jism-o-jaan ki tarah
Mera wazud hain jalte
Huye makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras
Ab ke meherbaan ki tarah

Kabhi to soch ke wo saksh
Kis kadar tha buland
Kabhi to soch ke wo saksh
Kis kadar tha buland
Jo bichh gaya tere
Kadmo mein aasmaan ki tarah
Mera wazud hain jalte
Huye makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras
Ab ke meherbaan ki tarah

Bula raha hain mujhe phir
Kisi badan ka basanth
Bula raha hain mujhe phir
Kisi badan ka basanth
Guzar na jaaye ye ruth
Bhi kahin khizan ki tarah
Mera wazud hai jalte
Huye makan ki tarah
Kabhi to khul ke baras
Ab ke meherbaan ki tarah.

More songs lyrics from A Sound Affair.