Kabhi Kitabon Mein Phool Lyrics

"Kabhi Kitabon Mein Phool" lyrics from Friendship sung by ustad ghulam ali and music directed by ustad ghulam ali and composed by ustad ghulam ali and lyrics written by muqtida hasan nida fazli

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kabhi Kitabon Mein Phool Lyrics


Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Hamein bhi hain yaad aaj tak wo
Nazar se harf-e-salaam likhana
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna

Woh chaand chehare woh behaki baate
Sulagte din the mehakti raate
Woh chaand chehare woh behaki baate
Sulagte din the mehakti raate
Woh chaand chehare woh behaki baate
Sulagte din the mehakti raate
Woh chhote chhote se kaagazo pe
Mohabbato ke payaam likhana
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna

Gulaab cheharose dil lagana
Woh chupke chupke nazar milana
Gulaab cheharose dil lagana
Woh chupke chupke nazar milana
Gulaab cheharose dil lagana
Woh chupke chupke nazar milana
Woh aarzoo o ke khaab bun na
Woh kiss e na tamaam likhana
Woh aarzoo o ke khaab bun na
Woh kiss e na tamaam likhana

Gayi ruto mein hasan hamara
Bas ek hi to ye mashgala thaa
Gayi ruto mein hasan hamara
Bas ek hi to ye mashgala thaa
Gayi ruto mein hasan hamara
Bas ek hi to ye mashgala thaa
Kisi ke cheharo ko subaho kehana
Kisi ki zulfon ko shaam likhana
Kisi ke cheharo ko subaho kehana
Kisi ki zulfon ko shaam likhana
Hamein bhi hain yaad aaj tak wo
Nazar se harf-e-salaam likhana
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna
Kabhi kitabon mein phool rakhna
Kabhi darakhto pe naam likhna.

More songs lyrics from Friendship.