Kabhi Hanste Hain Do Dil Lyrics

"Kabhi Hanste Hain Do Dil" lyrics from Farmaish sung by shamshad begum and music directed by bhagatram batish, husnlal batish and composed by bhagatram batish, husnlal batish and lyrics written by qamar jalalabadi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Kabhi Hanste Hain Do Dil Lyrics


Kabhi hanste hain do dil
Aur kabhi taqdeer roti hai
Muhabbat isko kehte hain aen
Muhabbat aisi hoti hai

Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya
Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya
Aankhen milin to uska
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya

Tune milaayi aankh
Mera dil machal gaya
Tune jo pheri aankh
Zamaana badal gaya
Ka hamne teri razamand
Rakh diya haaye naam rakh diya
Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haaye naam rakh diya

Nazron ko dekh teer bhi
Bal khaa ke reh gaya aa
Nazron ko dekh teer bhi
Bal khaa ke reh gaya
Akeli ko dekh chaand bhi
Sharma bhi reh gaya
Zulfon ka hamne kaali
Ghata naam rakh diya
Naam rakh diya
Zulfon ka hamne kaali ghata
Naam rakh diya
Naam rakh diya
Haay hansti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Zulfon ka hamne kaali ghata
Haay aankh mili to uska
Ada naam rakh diya
Haay naam rakh diya
Jhukti hui nazar ka
Ada naam rakh diya
Haay naam rakh diya.

More songs lyrics from Farmaish.