Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya Lyrics

"Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya" lyrics from Husn -E- Ghazal sung by avtar singh and music directed by avtar singh and composed by avtar singh and lyrics written by avtar singh

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya Lyrics


Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata

Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Lekin apna kafan to
Khud siya nahi jaata
Lekin apna kafan to
Khud siya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata

Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Jubaan ka zakhm umra
Bhar seeya nahi jaata
Jubaan ka zakhm umra
Bhar seeya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata

Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Lahoon gareeb ka humse
Peeya nahi jaata
Lahoon gareeb ka humse
Peeya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke
Sahare jiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata.

More songs lyrics from Husn -E- Ghazal.