Kab Tak Chhupega Lyrics

"Kab Tak Chhupega" lyrics from Nirmaan sung by mukesh chand mathur (mukesh) and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):

Kab Tak Chhupega Lyrics


Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara

Tumme kya hai tumhe bhi nahi malum
Pahlu rakhte tumhare ang kitne
Ban chaman ki ruto mein bhi na hoga
Har ada me chhupe hai rang jitne
Kyu na ujagar ho ye bahara
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara

Muskurake uthao jara palke
Julf chehre pe udne do chahe
Aisi taswir khechu ke duniya
Tumko dekhe mujhko sarahe
Saare jahan ko kar de deewana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara.

More songs lyrics from Nirmaan.