Jogan Ban Gayi Lyrics

"Jogan Ban Gayi" lyrics from Fiffty Fiffty sung by asha bhosle and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Jogan Ban Gayi Lyrics


Hare rama ho rama
Ho rama ho rama
Hare krishna krishna krishna
Jogan ban gayi chhod ke
Jogan ban gayi chhod
Ke main sara sansar
Na dujo se dusmani
Na apno se pyar
Jogan ban gayi chhod ke
Jogan ban gayi chhod
Ke main sara sansar
Na dujo se dusmani
Na apno se pyar
Jogan ban gayi chhod ke

Hare rama ho rama
Ho rama ho rama
Hare krishna krishna krishna

Ye moh maya rog ke fande
Ye moh maya rog ke fande
In fando me murkh bande
Sukh bechu dukh dard kharido
Sukh bechu dukh dard kharido
Dunia wo bazar, dunia wo bazar
Jogan ban gayi chhod
Ke main sara sansar
Jogan ban gayi chhod ke

Pag pag manwa thokar khaye
Pag pag manwa thokar khaye
Kaun mujhe ab rah dikhaye
Nain bina ye jiwan jaise
Nain bina ye jiwan jaise
Naiya bin patwar
Naiya bin patwar
Jogan ban gayi chhod
Ke main sara sansar
Jogan ban gayi chhod ke

Bachpan jaisi kanch ki gudiya
Yowan jadu ki pudiya
Bachpan jaisi kanch ki gudiya
Yowan jadu ki pudiya
Tuti gudiya khul gayi pudiya
Tuti gudiya khul gayi pudiya
Gudiya hai lachar
Gudiya hai lachar
Jogan ban gayi chhod ke
Jogan ban gayi chhod
Ke main sara sansar
Na dujo se dusmani
Na apno se pyar
Jogan ban gayi chhod ke

Hare rama ho rama
Ho rama ho rama
Hare krishna krishna krishna
Rama ho rama ho rama ho rama
Krishna krishna hare krishna.

More songs lyrics from Fiffty Fiffty.