Jo Main Aisa Janti Lyrics

"Jo Main Aisa Janti" lyrics from Batwara sung by anuradha paudwal, kavita krishnamurthy and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by hasan kamal

Lyricist(s):

Jo Main Aisa Janti Lyrics


Jo main aisa janati
Preet kiye duhkh hoy
Nagar dhindhora pitati
Preet naa kijo koy
Jo main aisa janati
Preet kiye duhkh hoy
Nagar dhindhora pitati
Preet naa kijo koy
Jo main aisa janati

Tere bin jeevan mera jo chanda bin raat
Bairi tujhko bhulana nahi mere bas ki baat
Jo main aisa janati umar kategi roy
Nagar dhindhora pitati
Preet na kijo koy
Jo main aisa janati

Dekh sajan mar jaungi
Rat rat tharo naam
Dekh sajan mar jaungi
Rat rat tharo naam
Ho mharo sath na chhodiyo
Padu main thare paanv
Jo main aisa janati manjhi nav duboy
Nagar dhindhora pitati
Preet na kijo koy
Jo main aisa janati

Jaan bhi tujh par war doon
Dil toh diya hai toy
Jaan bhi tujh par war doon
Dil toh diya hai toy
Kathin hai khona pyar ka
Pran khoye toh khoye
Jo main aisa janati
Nain mile dil roy
Nagar dhindhora pitati
Preet na kijo koy
Jo main aisa janati
Jo main aisa janati
Jo main aisa janati
Ho, jo main aisa janati.

More songs lyrics from Batwara.