Jo Kehana Paya Lyrics

"Jo Kehana Paya" lyrics from Magic Of Ashok Khosla sung by ashok khosla and music directed by omkar prasad nayyar and composed by omkar prasad nayyar

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jo Kehana Paya Lyrics


Khaab mein raat humne kyaa dekha
Aankh khulte hi chanda sa dekha
Usne manzil pe lake chhod diya
Umra bhar jiska rasta dekha
Humne moti samaj kar chum liya
Humne moti samaj kar chum liya
Sang reza jahan pada dekha

Jo kehana paya main
Woh baat bhi sunadunga
Jo kehana paya main
Woh baat bhi sunadunga
Tu ek baar to mil
Tu ek baar to mil
Sab gile mita dunga
Jo kehana paya main
Woh baat bhi sunadunga

Yun hi udaas raha main
To dekhana ek din
Yun hi udaas raha main
To dekhana ek din
Tammam seher mein
Tanhaiya bichha dunga
Tammam seher mein
Tanhaiya bichha dunga
Tu ek baar to mil
Tu ek baar to mil
Sab gile mita dunga
Jo kehana paya main
Woh baat bhi sunadunga

Teri gali mein bahot der
Se khada hoon main
Teri gali mein bahot der
Se khada hoon main
Kisi ne puchh liya to
Jawaab kya dunga
Kisi ne puchh liya to
Jawaab kya dunga
Tu ek baar to mil
Tu ek baar to mil
Sab gile mita dunga
Jo kehana paya main
Woh baat bhi sunadunga
Jo kehana paya main
Woh baat bhi sunadunga.

More songs lyrics from Magic Of Ashok Khosla.