Jiya Se Na Nikli Kasak Jiya Ki Lyrics

"Jiya Se Na Nikli Kasak Jiya Ki" lyrics from Sej Piya Ki sung by hemlata (lata bhatt), sushil kumar and music directed by ravindra jain and composed by ravindra jain and lyrics written by ravindra jain

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jiya Se Na Nikli Kasak Jiya Ki Lyrics


Jiske kahtir maine deewani
Kitani raat na soyi
Meri tarah anmol raat wo
Paakar khoyi raat wo

Jiya se na nikli kasak jiya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki

Wo raat jiska raha
Intzaar dono ko
Ki dono karte hai jee
Jaan se pyaar dono ko
Wo rat aayi to kyun milke
Ham na mil paaye
Yeh baat dil puchhe hai
Baar baar dono ko

Kya sochenge mere sajan
Mere is bartav pe
Marham laga na saki
Namak chhidak aayi ghaw pe
Naino mein hai jis raat ke sapne
Aaj nahi hai wo baad mein apne
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki

Yeh sej tere liye hai tu hi sajayegi
Rahegi suni ritu jab talak na aayegi
Main maan lunga ke
Wo raat abhi nahi aayi
Wo raat jab aayegi to mana ke launga

Kasam tumhe mere pyar ki
Baksh na dena mere pyar ko
Yun hi nahi koi chhodta
Apne priye dulaar ki
Kehne ki nahi yeh majboori
Sehni padegi aaj se doori
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Jiya se na nikli kasak jiya ki
Aisi ghabhrayi main to
Chhod aayi sej piya ki
Tere hi liye gori aayi hai sej piya ki.

More songs lyrics from Sej Piya Ki.