Jiya Jiya Na Jiya Lyrics

"Jiya Jiya Na Jiya" lyrics from Hazir sung by hariharan and music directed by hariharan and composed by hariharan

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jiya Jiya Na Jiya Lyrics


Mareez ishq ka kya hain
Jiya jiya na jiya
Mareez ishq ka kya hain
Jiya jiya na jiya
Hai ek saans ka jhagda
Liya liya na liya
Mareez ishq ka kya hain
Jiya jiya na jiya
Hai ek saans ka jhagda
Liya liya na liya
Mareez ishq ka kya hain
Jiya jiya na jiya

Badan hi aaj agar
Taar taar hain mera
Badan hi aaj agar
Taar taar hain mera
To ek chaak gariban
Siya siya na siya
To ek chaak gariban
Siya siya na siya
Mareez ishq ka kya hain
Jiya jiya na jiya

Yeh aur baat ke tu
Har rahe khayal mein hain
Yeh aur baat ke tu
Har rahe khayal mein hain
Yeh aur baat ke tu
Har rahe khayal mein hain
Ke tera naam
Zabaan se liya liya na liya
Ke tera naam
Zabaan se liya liya na liya
Mareez ishq ka
Kya hain jiya jiya na jiya

Mere hi naam pe aaya hain
Jaam mehfil mein
Mere hi naam pe aaya hain
Jaam mehfil mein
Yeh aur baat ke maine
Piya piya na piya
Yeh aur baat ke maine
Piya piya na piya
Mareez ishq ka kya hain
Jiya jiya na jiya

Yeh haale dil hain safi
Main to sochta hi nahin
Yeh haale dil hain safi
Main to sochta hi nahin
Yeh haale dil hain safi
Main to sochta hi nahin
Ke kyoon kisee ne
Sahaara diya diya na diya
Ke kyoon kisee ne
Sahaara diya diya na diya
Mareez ishq ka kya haiin
Jiya jiya na jiya
Hai ek saans ka
Jhagda liya liya na liya
Mareez ishq ka kya hain
Jiya jiya na jiya.

More songs lyrics from Hazir.