Jivan Mitana Hai Lyrics

"Jivan Mitana Hai" lyrics from Armaan sung by kishore kumar and music directed by bappi lahiri and composed by bappi lahiri and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jivan Mitana Hai Lyrics


Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyaar jivan se pyara nahi
pyara nahi
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jeene ke laakhon sahare yahan
Bas ek hi to sahara nahin
sahara nahin
Ahaha haha ahaha haha

Agar koi duniya se ruthe to kya
Koi phool khilte hi toote to kya
Agar koi duniya se ruthe to kya
Koi phool khilte hi toote to kya
Sitare hazaaron hai aakash par
Bas ek hi to sitara nahin
sitara nahin
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyar jivan se pyara nahin

Kisike iradon ke khatir jiyo
Kisiki muradon ke khatir jiyo
Kisike iradon ke khatir jiyo
Kisiki muradon ke khatir jiyo
Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi
Jeena tumhe kyoon gawara nahin
Gawara nahin
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyar jivan se pyara nahin

Kaisi udasi ye kaisa hai sok
Jivan mein ate hai jate hai log
Kaisi udasi ye kaisa hai sok
Jivan mein ate hai jate hai log
Naya koi saathi khara rahon me
Use pyar se kyun pukara nahin
Pukara nahin
Ahaha haha ahaha haha
Sare jahan ki amanat hai ye
Ye jivan tumhara tumhara nahin
Jivan mitana hai deewanapan
Koi pyar jivan se pyara nahin
Jeene ke lakhon sahare yahan
Bas ek hi to sahara nahin
Sahara nahin
Ahaha haha ahaha haha.

More songs lyrics from Armaan.