Jitna Zaruri Man Ka Milan Lyrics

"Jitna Zaruri Man Ka Milan" lyrics from Kashmakash sung by rekha (bhanurekha ganesan) and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)


Jitna Zaruri Man Ka Milan Lyrics


Jitna zaruri man ka milan
Tan ka milan utna hi zaruri
Jitna zaruri man ka milan
Tan ka milan utna hi zaruri
Ek pal juda na rehna
Kyun kya ho jaayega
Ek pal juda na rehna
Mushkil judaai sehana
Kadam behak jaaye
Itani bhi thik nahi duri
Jitna zaruri man ka milan
Tan ka milan utna hi zaruri

Tum hi tum samyi ho
Meri nas nas mein
Hoke dur rahega na dil
Yeh mera mere bas mein
Bandh gayi tumse dori
Aur tum meri kamzori
Bandh gayi tumse dori
Aur tum meri kamzori
Asie na tarsao pyaas karo puri
Jitna zaruri man ka milan
Tan ka milan utna hi zaruri

Tum bina hai yeh
Nagma ahura adhura
Do badan mile jab
Tabhi pyaar hota hai pura
Kuchh bhi nahi main tujh bin
Aur kuchh bhi nahi tu mujh bin
Kuchh bhi nahi main tujh bin
Aur kuchh bhi nahi tu mujh bin
Asie na tarsao pyaas karo puri.

More songs lyrics from Kashmakash.