Jise Hasna Rona Hai Lyrics

"Jise Hasna Rona Hai" lyrics from Awara Paagal Deewana sung by alka yagnik, sarika kapoor, shaan, sonu nigam, sunidhi chauhan, udit narayan and music directed by anu malik and composed by anu malik and lyrics written by sameer

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jise Hasna Rona Hai Lyrics


Jise hasna rona hai
Woh pyaar kare
Jise paagal hona hai
Woh pyaar kare
Jise paana khona hai
Woh pyaar kare

Har sitam jo sahe dard
Aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai
Woh pyaar kare
Jise paagal hona hai
Woh pyaar kare

Kabhi dil is mein tadpe
Kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein
Kabhi is mein hue badnaam
Kabhi dil is mein tadpe
Kabhi is mein mile aaraam
Kabhi naam hua is mein
Kabhi is mein hue badnaam
Ek pal ka milan is mein
Barson ki judaai hai
Is mein rang rangaliyan
Hai is mein tanhaayi hai
Is mein rang rangaliyan
Hai is mein tanhaayi hai

Jise hasna rona hai
Woh pyaar kare
Jise paagal hona hai
Woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard
Aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai
Woh pyaar kare
Jise paagal hona hai
Woh pyaar kare

Phoolon ki sej bhi hai
Kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to
Hai marne ka darr bhi
Phoolon ki sej bhi hai
Kaanto ka bistar bhi
Jeene ka mazaa hai to
Hai marne ka darr bhi
Hote hai khafa rab se
Jag se lad jaate hai
Jo iske deewane hai
Suli chad jaate hai
Jo iske deewane hai
Suli chad jaate hai

Jise khwaab sajana
Hai woh pyaar kare
Jise paagal hona hai
Woh pyaar kare
Jise paana khona hai
Woh pyaar kare
Har sitam jo sahe dard
Aur gham jo sahe
Meri jaan woh pyaar kare
Jise hasna rona hai
Woh pyaar kare
Jise paagal hona hai
Woh pyaar kare
Jise paana khona hai
Woh pyaar kare.

More songs lyrics from Awara Paagal Deewana.