Jhamak Jhamak Liye Teg Tamak Lyrics

"Jhamak Jhamak Liye Teg Tamak" lyrics from 1857 sung by shamshad begum and music directed by sajjad hussain and composed by sajjad hussain and lyrics written by yashodanandan joshi

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jhamak Jhamak Liye Teg Tamak Lyrics


Jhamak jhamak liye teg tamak
More baanke sipahiya aaye
Aaye ae ae
Aazaadi ki jang jeetkar
Desh ke laal kahaaye
Desh ke laal kahaaye
Jhamak jhamak
Jhamak jhamak liye teg tamak
More baanke sipahiya aaye
Aaye ae ae
Aazaadi ki jang jeetkar
Desh ke laal kahaaye
Desh ke laal kahaaye
Jhamak jhamak

Aaj hindu musalmaan
Kaandhe se kaandha bhidaaye
Morey man bhaaye
Aaj hindu musalmaan
Kaandhe se kaandha bhidaaye
Morey man bhaaye
Gayi desh ki ghulaami
Gayi desh ki ghulaami
Jami teri nekmaani
Sab miljul torey gun gaayen
Jhamak jhamak
Gayi desh ki ghulaami
Jami teri nekmaani
Sab miljul torey gun gaayen
Jhamak jhamak
Jhamak jhamak liye teg tamak
More baanke sipahiya aaye
Aaye ae ae
Aazaadi ki jang jeetkar
Desh ke laal kahaaye
Desh ke laal kahaaye

Nishaan hamaaro
Laal qile par fehraaye
Lahar lahar waa ke
Sang mora jiya lehraaye
Mora jiya lahraaye
Nishaan hamaaro
Laal qile par fehraaye
Lahar lahar waa ke
Sang mora jiya lehraaye
Mora jiya lahraaye
Jhamak jhamak
Jhamak jhamak liye teg tamak
More baanke sipahiya aaye
Aaye ae ae
Aazaadi ki jang jeetkar
Desh ke laal kahaaye
Desh ke laal kahaaye

Ho ho ho ho ho ho
Aa aa aa aa aa aa
Chamak chamak
Ye naina chamken
Chamak chamak
Ye naina chamken
Madhur madhur
Muskaayen
Chamak chamak
Ye naina chamken
Madhur madhur muskaayen
More gore gore haath
More gore gore haath
Phool gazron ke saath
Tore sheesh pe tilak lagaayen
Jhamak jhamak.

More songs lyrics from 1857.