Jeevan Hai Bekar Beena Tumhare Lyrics

"Jeevan Hai Bekar Beena Tumhare" lyrics from Wapas and music directed by rai chand boral and composed by rai chand boral and lyrics written by pandit bhushan

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jeevan Hai Bekar Beena Tumhare Lyrics


Jeevan hai bekar beena tumhare
Beena tumhare
Jeevan hai bekar beena tumhare
Beena tumhare suna sab sansar
Beena tumhare beena tumhare
Suna sab sansar
Beena tumhare beena tumhare
Beena tumhare in nainan mein
Beena tumhare in nainan mein
Ghor andhera chhaye
Beena tumhare in nainan mein
Ghor andhera chhaye

Chalti huyi hawa tham jaye
Chalti huyi hawa tham jaye
Sukh ki sans na aaye
Sukh ki sans na aaye
Tute dil ke taar beena tumhare
Beena tumhare tute dil ke taar
Beena tumhare beena tumhare

Hamse na bedh chupao sajni
Hamse na bedh chupao
Khud bano na hame banao
Hamse na bedh chupao sajni
Hamse na bedh chupao
Man mein aur juban par
Aur bala ye kaisa dhokha
Man mein aur juban par
Aur bala ye kaisa dhokha
Jiski man mein chah
Usi ko roka wo toka
Jiski man mein chah
Usi ko roka wo toka
Kon kaha preet use
Ye kaisa ulta pyar
Ye kaisa ulta pyar
Jeevan hai bekar beena tumhare
Beena tumhare suna sab sansar
Beena tumhare beena tumhare

Tum ho tum ho
Paas to ujhdi bagiya
Pal bhar mein bas jaye
Pal bhar mein bas jaye
Paat zindagi bane anokhi
Paat zindagi bane anokhi
Rangat munh par aaye
Rangat munh par aaye
Mast hawa mein hasi khushi ki
Mast hawa mein hasi khushi ki
Goonj uthe jankar
Goonj uthe jankar jeevan hai bekar
Beena tumhare beena tumhare
Suna sab sansar
Beena tumhare beena tumhare.

More songs lyrics from Wapas.