Jeene Mein Aaye Maza Lyrics

"Jeene Mein Aaye Maza" lyrics from Gully Boy sung by ankur tewari and music directed by ankur tewari, mikey mccleary and composed by ankur tewari, mikey mccleary and lyrics written by ankur tewari

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jeene Mein Aaye Maza Lyrics


Tarazu ke bas do thaal hai
Ek ore hum duje mein khwab hai
Zindagi ye pareshaan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza

Kharida nahi jata khwab hai
Kiraya bhi aa sala jawaab hai
Zindagi yeh pareshan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza

Tujo mila jaga khwab hai
Khoyi hui meri kitab hai
Muskaya sa audaab hai
Jeene mein ya hai maza

Sustaaye mausham aabad hai
Hawao ke rukh humse naraaz hai
Zindagi hai pareshan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza

Tu jo mila chida saaz hai
Khamoshi ko mili aawaz hai
Bahti hawa sa aahsaas hai
Jeene mein ya hai maza

Bigda hua hisab hai
Thoda nafa thoda nuksaan hai
Zindagi hai pareshan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza.

More songs lyrics from Gully Boy.