Jeene Ka Zamana Hain Lyrics

"Jeene Ka Zamana Hain" lyrics from Rishta Ho To Aisa sung by mohammed aziz, shobha joshi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by majrooh sultanpuri

Lyricist(s):

Jeene Ka Zamana Hain Lyrics


Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham
Chham wohi tarana hain

Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham
Chham wohi tarana hain
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain

Rang laayi tamanna meri
Meri bagiya hai phir se hari
Rang laayi tamanna meri
Meri bagiya hai phir se hari
Phir saj banke aayi hoon aaj
Main baharon ki neelam pari
Phir se hawa ko jawaani mili
Leharon ko phir se rawaani mili
Kyun na dil mein uthe tufaan
Kyun na dil mein uthe tufaan
Ke wohi dil bar hai wohi deewana hain
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham
Chham wohi tarana hain
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain

Zara aaja tere paaon mein
Ghungharu banke bandh jaaun main
Zara aaja tere paaon mein
Ghungharu banke bandh jaaun main
Ban kar tere ghunghroo ke bol
Tere ang ang mein lehraaun main
Balkhaake ke jab gore tu sang chale
Har har kadam pe naya ghul khile
Kaho naache saari duniya
Kaho naache saari duniya
Ke yahin mausam hain
Yahin zamana hain
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain
Phir aaye din apne
Ho phir aaye din apne
Wohi chham chham
Chham wohi tarana hain
Jeeo jeeo jeene ka zamana hain
Aaj to khushi se mar jaana hain.

More songs lyrics from Rishta Ho To Aisa.