Jeena Tere Bina (Title) Lyrics

"Jeena Tere Bina (Title)" lyrics from Jeena Tere Bina sung by arun daga and music directed by sandeep goswami, surya and composed by sandeep goswami, surya and lyrics written by sayeed quadri

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jeena Tere Bina (Title) Lyrics


Zara pata lage tere bina
Jina kuchh bhi nahi
Kuchh bhi nahi kuchh
Bhi nahi kuchh bhi nahi
Jina tere bina jina maut lage
Ham kyun jiye tere bin
Aaja abb toh aaja tu
Kahi se yeh inteja tu sun
Zara pata lage tere
Bina jina kuchh bhi nahi
Jina tere bina jina maut
Lage ham kyun jiye tere bin

Dil meraa har jagah
Bass tujhe dhunde yar
Jhil parvat hawaye
Hai mere gawah
Shaame ho ya subah
Ham tukjhe dhunde yar
Aate jate yeh mausam
Hai sare gawah
Zara pata lage tere bina
Jina kuchh bhi nahi
Jina tere bina jina maut
Lage ham kyun jiye tere bin

Yeh mehfil mastiya
Sab tere bin udas
Sirf tanahayiya hai jaye jahan
Han yeh shehar bastiya
Sab tere bin udas
Sirf viraniya hai jaye jahan
Zara pata lage tere bina
Jina kuchh bhi nahi
Jina tere bina jina maut
Lage ham kyun jiye tere bin

Dil meta pagal yad me teri
Khoya rahe hardum
Jina tere bina
Bin tere jina hai nahi aasan
Na hai mumkin meraa marna
Bin tere jina hai nahi aasan
Na hai mumkin meraa marna
Zara pata lage tere bina
Jina kuchh bhi nahi
Jina tere bina jina maut
Lage ham kyun jiye tere bin
Aaja abb toh aaja tu kahi
Se yeh inteja tu sun.

More songs lyrics from Jeena Tere Bina.