Jeena Na Aaya Hamein Lyrics

"Jeena Na Aaya Hamein" lyrics from Saavan Ki Aahat Se sung by raju magare and music directed by suneet borgaonkar and composed by suneet borgaonkar and lyrics written by raju magare

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jeena Na Aaya Hamein Lyrics


Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jo bhi thaa kismat mein woh
Paake nhi na paaya hai
Jeena na aaya hai

Pyaar na paa sake
Dil na chhin saka
Pyaar na paa sake
Dil na chhin saka
Dil ko gham hi rahe
Sakoon na mil saka
Chahat ki aasha mein tum
Nafrat ko hi paaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai

Aankhein ro gayi
Jaan bhi sisak uthi
Aankhein ro gayi
Jaan bhi sisak uthi
Jab se tu humse
Door jaake ruki
Humne toh khud apne hi
Jeevan ko jalaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai
Jo bhi thaa kismat mein woh
Paake nhi na paaya hai
Jeena na aaya hai
Jeena na aaya hamein
Jeena na aaya hai.

More songs lyrics from Saavan Ki Aahat Se.