Jeena Kaisa Ho Pyar Lyrics

"Jeena Kaisa Ho Pyar" lyrics from Kathputli sung by asha bhosle and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Singer(s):

Jeena Kaisa Ho Pyar Lyrics


Jina kaisa ho
Pyar bina jina kaisa
Ho yaar bina
Dil ko laga ke bhi
Arman jaga ke bhi
Pyar pe har pal ko
Ragin bana ke bhi
Jina kaisa ho pyar bina

Us din ek sahab
Mile milte ho wo
Kahne lage oo my
Darling i love you
Mai boli par maine to
Aap ko kabhi dekha nahi
Hans ke bole vaise maine bhi
Aap ko kaha dekha hai
Maine to apke back
Balance ko dekha hai madam
Kyoki mai bank manajar hu

Zindagi hai wo
Pyar me gujare jo
Nain nazar wala
Nahi sacha pyar
Zindagi hai wo
Pyar me gujare jo
Din gujarne ko kyu
Zindagi kahate ho
Humko bhula
Hans ke hansa ke
Dhum macha ke ji
Tu dhum macha ke ji
Jina kaisa ho pyar
Bina jina kaisa
Ho yaar bina
Dil ko laga ke bhi
Arman jaga ke bhi
Pyar pe har pal ko
Ragin bana ke bhi
Jina kaisa ho pyar bina

Us din ek majanu mile
Milte hi wo kahane lage
Pane ko tera pyar kar
Sakta hu samandra par
Jo tune kiya inkar
To ho jayega banta dhar
Jan de duga jahar
Kha luga mai dar gayi
Ha kar gayi mai boli abhi chalo
Mere dady se milo to
Wo bole abhi abhi kaha
Bahar baris ho rahi hai
Mai bhiga aur mujhe
Jukam ho gaya to

Hai chahane wala
Wo har hal me chahe jo
Hai chahane wala
Wo har hal me chahe jo
Kurbani se jo
Dare pyar nahi hai wo
Sukh dukh tu sathi banke
Pyar nibha ke ji
Tu pyar nibha ke ji
Jina kaisa ho
Pyar bina jina kaisa
Ho yaar bina
Dil ko laga ke bhi
Arman jaga ke bhi
Pyar pe har pal ko
Ragin bana ke bhi
Jina kaisa ho pyar
Binajina kaisa
Ho yaar bina.

More songs lyrics from Kathputli.