Jee Le Jeele Pyaar Mein Jeele Lyrics

"Jee Le Jeele Pyaar Mein Jeele" lyrics from Yeh Kaisa Karz and music directed by harry anand, kalyani malik and composed by harry anand, kalyani malik and lyrics written by himesh

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jee Le Jeele Pyaar Mein Jeele Lyrics


O mat wale paagal ko chhun le
Aankhon se meri thodi si peele
Ho jaayenge har pal ye rangeele
Hotho pe geet saja kuchh raseele
Jee le jeele pyaar mein jeele
Jee le jeele pyaar mein jeele

O nakhare waali tu hain neerali
Gora hain mukhada aankhe hain kaali
Lachake kamariyan phoolo ki daali
Aajaa mujhko apni bahon mein lele
Jee le jeele pyaar mein jeele
Jee le jeele pyaar mein jeele

Meri nigahon mein to
Chehra ek samaya hain
Meri nigahon mein to
Chehra ek samaya hain
Main jagun sou
Mere sapno mein aaya hain
Dil mein chhupa hain
Jo bhed woh khol de
Koan hain kaisi hain
Woh kuchh to bol de
Mera ishara zara tu bhi samajle
Jee le jeele pyaar mein jeele
Jee le jeele pyaar mein jeele

Saanso mein mere
Teri khusboo samayi hain
Saanso mein mere
Teri khusboo samayi hain
Jaane jaa jab se
Zindagi mein tu aayi hain
Mere bina chain hain na qaraar hain
Maine bhi keh diya lo tumse pyaar hain
Le le mera dil bhi tu dil ke badale
Jee le jeele pyaar mein jeele
Jee le jeele pyaar mein jeele.

More songs lyrics from Yeh Kaisa Karz.