Javeda Zindagi Lyrics

"Javeda Zindagi" lyrics from MTV Unplugged sung by keerthi sagathia, shilpa rao


Javeda Zindagi Lyrics


Tohse naina laage
Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware

Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Kaga sab tann khaiyo
Chun chun khayo maas
Do naina mat khaiyo
Mohe piya milan ki aas

Kshama ko pigalne ka armaan kyun hai
Patange ko jalne ka armaan kyun hai
Kshama ko pigalne ka armaan kyun hai
Patange ko jalne ka armaan kyun hai
Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Nahin koi insaan mohabbat se khaali
Har ek ruh pyaasi, har ek dil sawaali
Har ek ruh pyaasi, har ek dil sawaali

Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Tohse naina laage piya saanware
Nahin bas me ab yeh jiya saanware
Tose nainaaaaa.

More songs lyrics from MTV Unplugged.