Janmon Ki Jwala Lyrics

"Janmon Ki Jwala" lyrics from Hey Ram sung by asha bhosle, hariharan and music directed by ilaiyaraaja and composed by ilaiyaraaja and lyrics written by sameer

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Janmon Ki Jwala Lyrics


Aa ha aa aa aa ha aa aa aa ha aa aa aa
Janmon ki jwaala thi tan mein
Milne ki trishna thi mann mein
Tune kiya tan ko sheetal sheetal
Ab na rahi mann mein koi halchal oh
Aa ha aa aa aa ha aa aa aa ha aa aa aa
Kitna hai sukh bandhan mein
Preetam tere aalungan mein
Aagosh mein aake maine jaana
Praanon se nazdeek tujhko maana
Saathiya

Sapnon ka har darpan toota
Har mausam lagta hai jhoota
Kitna gahen hai samay ka saaya
Dil ke ujaale ko benoor paaya
Saathiya

Janmon ki jwaala thi tan mein
Janmon ki jwaala thi tan mein
Milne ki trishna thi mann mein
Milne ki trishna thi mann mein
Tune kiya tan ko sheetal sheetal
Tune kiya tan ko sheetal sheetal
Ab na rahi mann mein koi halchal
Ab na rahi mann mein koi halchal
Saathiya.

More songs lyrics from Hey Ram.