JaneWalon Ka Gum Lyrics

"JaneWalon Ka Gum" lyrics from Kali Ghata sung by mohammed rafi and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

JaneWalon Ka Gum Lyrics


Janewalo ka gum to hota hai
Janewalo ka gum to hota hai
Umar bhar kaun umar bhar kaun
Umar bhar kaun kisko rota hai
Janewalo ka gum to hota hai

Ek aansu jo ek katra hai
Ek aansu jo ek katra hai
Jindagi ko isi se khatra hai
Admi ko admi ko
Admi ko yahi dubota hai
Janewalo ka gum to hota hai

Rat dhalti hai dil nikalta hai
Rat dhalti hai dil nikalta hai
Waqt ke sath sab badalta hai
Ye hua hai
Ye hua hai ye hua hai
Yahi to hota hai
Janewalo ka gum to hota hai

Aao ab aur kuchh kare bate
Aao ab aur kuchh kare bate
Fir kaha ye hasi jawa rate
Esi rato me, esi rato me, esi rato me
Kaun sota hai
Janewalo ka gum to hota hai
Janewalo ka gum to hota hai
Umar bhar kaun umar bhar kaun
Umar bhar kaun kisko rota hai
Janewalo ka gum to hota hai.

More songs lyrics from Kali Ghata.