Jane Wale Ye Jawani Char Din Ki Lyrics

"Jane Wale Ye Jawani Char Din Ki" lyrics from Kinara sung by lata mangeshkar and music directed by madhusudan acharya and composed by madhusudan acharya

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jane Wale Ye Jawani Char Din Ki Lyrics


O jane wale ye jawani char din ki
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki

Hasne gaane ki kahani char din ki
Ye kahani char din ki
Hasne gaane ki kahani char din ki
Ye kahani char din ki

Do din sukh ke do din dukh ke
Pal bhar mauj bahar
Do din sukh ke do din dukh ke
Pal bhar mauj bahar
Dhale jawani chade budhapa
Dhale jawani chade budhapa
Karle na tu pyar
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki

Roop khila kahi dhoop khili
Hai masti ka baazar
Roop khila kahi dhoop khili
Hai masti ka baazar
Pyar se duniya mein bik jata
Bina mol sansar
Pyar se duniya mein bik jata
Bina mol sansar
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki

Ye jawani ye jawani ek lahar hai
Jyu badal ki chaya
Rang raliya karle tu bande
Rang raliya karle tu bande
Tarsegi phir kaya
Jane wale ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki
Ye jawani char din ki.

More songs lyrics from Kinara.