Janam Meri Janam Lyrics

"Janam Meri Janam" lyrics from Mr. Bechara sung by alka yagnik, udit narayan and music directed by anand shrivastav, milind shrivastav and composed by anand shrivastav, milind shrivastav and lyrics written by nawab arzoo

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Janam Meri Janam Lyrics


Jaanam mere jaanam, jaanam mere jaanam
Khoyi khoyi aankhon mein sajne lage hain
Sapne tumhaare sanam
Khoyi khoyi aankhon mein sajne lage hain
Sapne tumhaare sanam

Jaanam meri jaanam, jaanam meri jaanam
Ek pal jeeyenge na hum tum bichhadke
Aao yeh khaaye kasam
Ek pal jeeyenge na hum tum bichhadke
Aao yeh khaaye kasam

Jaanam mere jaanam, jaanam mere jaanam

Dil hai mera, lekin hai dhadkan teri
Yeh hai meri chaahat ki jaadugari
Sach kahoon raaton ko neend nahin aati hai
Meri beqaraari mujhko bada tadpaati hai
Dil ki panaahon mein, meri nigaahon mein
Bas tu hi tu hai balam
Jaanam meri jaanam, jaanam meri jaanam
Jaanam mere jaanam, jaanam mere jaanam

Aah aah aah aah, aah aah aah aah

Sadiyon se hai mera tumhaara milan
Tu hai sooraj, main hoon tumhaari kiran
Phoolon se khushboo kaise judaa hogi
Nadiya se dhaara kaise khafaa hogi
Mil na sakenge agar is janam mein to
Lenge do baara janam
Jaanam mere jaanam, jaanam mere jaanam

Khoyi khoyi aankhon mein sajne lage hain
Sapne tumhaare sanam
O, ek pal jeeyenge na hum tum bichhadke
Aao yeh khaaye kasam

Jaanam mere jaanam, jaanam meri jaanam

Aah ha, aah ha ha ha, aah ha, aah ha ha ha.

More songs lyrics from Mr. Bechara.