Janam Din Aaya Lyrics

"Janam Din Aaya" lyrics from Baharon Ki Manzil sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by majrooh sultanpuri

Singer(s):
Lyricist(s):

Janam Din Aaya Lyrics


Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi
Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi
Ke hansti rahe sada
Yuhi meri chanda
Taro ki shehjadi

Rango bhara gudiya
Ko joda pehnake
Rango bhara gudiya
Ko joda pehnake
Arman ki kaliyo se
Angana sazake
Matwali mamta ne
Apne dil ki shama jala di
Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi
Ke hansti rahe sada
Yuhi meri chanda
Taro ki shehjadi

Taro ka lekar tohfa
Chanda bhi aaya
Taro ka lekar tohfa
Chanda bhi aaya
Rani ke layak humne
Kuch bhi na paya
Phir nanhi umar pe
Wari hokar apni umar mila di
Janam din aaya aaya
Mamta ki jyot jagi.

More songs lyrics from Baharon Ki Manzil.