Jana Desh Piya Ke Lyrics

"Jana Desh Piya Ke" lyrics from Khamoshi sung by ramdulari and music directed by g.a.chishti and composed by g.a.chishti and lyrics written by himmat rai sharma

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jana Desh Piya Ke Lyrics


Jana jana jana nadiya jana
Desh piya ke jana
Jana jana jana nadiya jana
Desh piya ke jana
Man ki baat sunana nadiya jana
Man ki baat sunana
Jana jana jana nadiya jana
Desh piya ke jana

Jaldi is paar ji ki jawala
Jaldi is paar ji ki jawala
Saajan ko dikhalana
Hamari beetha sunana
Hamari beetha sunana
Nadiya jana desh piya ke jana
Jana jana jana nadiya jana
Desh piya ke jana

Maujo mein bahar
Man ki mauje le ja le ja le ja
Maujo mein bahar
Man ki mauje le ja le ja le ja
Maujho ka saaz bajana
Maujho ka saaz bajana
Biraha ke geet sunana
Maujho ka saaz bajana
Biraha ki geet sunana
Nadiya jana desh piya ke jana
Jana jana jana nadiya jana
Desh piya ke jana
Jana jana jana nadiya jana.

More songs lyrics from Khamoshi.