Jai Raghunandan Jai Siyaram Lyrics

"Jai Raghunandan Jai Siyaram" lyrics from Mahabali Hanuman sung by prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by kamalkant and composed by kamalkant and lyrics written by uday khanna

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jai Raghunandan Jai Siyaram Lyrics


Jo aaghya parbhu
Bolo shri ramchandar ki jai

Jai raghunandan jai siya ram
Janki valab sita ram
Sabse nirali mahima hai bhai
Do akshar ke naam ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Sabse nirali mahima hai bhai
Do akshar ke naam ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki

Ho do akshar ka jadu hai nyara
Ram ram jai ram ram
Bhavsagar se taran hara
Ram ram jai ram ram
Parbhu jab apna khevan hara
Phir hai kitni dur kinara
Phir hai kitni dur kinara
Mere ram rakhte hai khabariya
Pal chhin charo dham ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki

Pani me taire pathar ki naiya
Ram ram jai ram ram
Ram ki naiya hai ram khivaiya
Ram ram jai ram ram
Sagar se ab kya darna hai bhaiya
Sathi hai jab ram ramaiya
Sathi hai jab ram ramaiya
Badal dal si nikli hai toli
Pawan putar hanuman ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki

Ab na rahegi sone ki lanka
Naam mitega ab ravan ka
Har hatega dharti gagan ka
Ram naam ka gunjega danka
Ram naam ka gunjega danka
Ram naam ka gunjega danka
Barso ke bichhde phir se milenge
Ramchandar aur ghyan ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Sabse nirali mahima hai bhai
Do akshar ke naam ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki
Jai bolo siyavar ram ki.

More songs lyrics from Mahabali Hanuman.