Jai Maha Kali Lyrics

"Jai Maha Kali" lyrics from Ek Gaon Ki Kahani sung by jaspal singh, prabodh chandra dey (manna dey) and music directed by ravindra jain and composed by ravindra jain and lyrics written by indeevar (shyamalal babu rai)

Music Director(s):
Composer(s):

Jai Maha Kali Lyrics


Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jo naiyaa chhod dete hai
O maiya tere sahare par
O maiya tere sahare par
Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par

Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jo naiyaa chhod dete hai
O maiya tere sahare par
O maiya tere sahare par
Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali

Maiya tere kayi hai roop
Har roop hai tera anoop
Maiya tere kayi hai roop
Har roop hai tera anoop
Bhakto ko hai shital chaw
Dushto ko hai jalti dhoop
Bhakto ko hai shital chaw
Dushto ko hai jalti dhoop
Sar apna jhuka dete hai
Jo aakar tere dware par
Ho maiya tere dware par
Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali

Hamko har bala se bachana
Maha mari na hampe lana
Hamko har bala se bachana
Maha mari na hampe lana
Hum aaye sharan me teri
Denge mange tu jo nazrana
Hum aaye sharan me teri
Denge mange tu jo nazrana
Jo haske lagade prano ki bazi
Tere ishare par
Ho maiya tere ishare par

Pahucha dete hai khud unko
Tufaan kinare par
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali
Jai kali jai maha kali
Maiya karna tu sabki rakhwali.

More songs lyrics from Ek Gaon Ki Kahani.