Jai Jai Jal Raja Lyrics

"Jai Jai Jal Raja" lyrics from Kathputli sung by asha bhosle, mahendra kapoor and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by verma malik

Lyricist(s):

Jai Jai Jal Raja Lyrics


Ho jai jai jal raja kal
Nahi aaya aaj to aaja
Ho jai jai jal raja kal
Nahi aaya aaj to aaja
Ho munshi pal ji ki mame
Karta hai tu kyu hangame
Ho munshi pal ji ki mame
Karta hai tu kyu hangame
Bhakto ki bhid lagi hai
Darshan ko tarsh rahi hai
Aaja re aaja ab to aaja kal
Nahi aaya aaj to aaja
Ho jai jai jal raja kal
Nahi aaya aaj to aaja

Teri khatir meri
Padosan roj galiya khaye
Roj galiya khaye ye
Nawali dulhan pi je
Chothi roj nahaye
Pi je chothi roj nahaye
Ho oo teri rah me lagi katare
Kyu itna tadpaye
Arey kyu itna tadpaye
Tujhse to ek aashiq
Achha bin puchhe aa jaye
Haye bal bhi matke
Khali pade hai
Toliya sawan leke khade hai
Pada hai kis se pala
Arey kahe jala aala
Arey nahi aala ab to aa ja
Kal nahi aaya aaj to aa ja
Ho jai jai jal raja kal
Nahi aaya aaj to aaja

Hey rashan wala
Tu bhi to apni
Shakar me hai dale
Shakar me hai dale
Hey hey ye halwayi apne
Dud me tujhko roj mila le
Tujhko roj mila le ho
Oo sabji wala tujhko mila ke
Apna tol bada le ha
Ha apna tol bada le
Ghas let me dalke
Baniya dugna mal bana le
Kadar kitni karte hai
Teri phir bhi lagaye itni deri
Kya baithe rahe yahi
Arey sudh hayo aayo ke nahi
Arey nahi aayo ab to aa ja
Kal nahi aaya aaj to aa ja
Ho jai jai jal raja kal
Nahi aaya aaj to aaja

Bisuwa mala chad ke ha
Ha tu auro ke ghar jaye
Tu auro ke ghar jaye
Hey hey dhan walo ke
Kuto ko bhi do do bar
Nahlaye do do bar nahlaye
Ha hum jaise insano ki
Tu pyas bhi nahi bhujaye
Ha ha pyas bhi nahi
Bhujaye arey tu bhi
Koi ek leader hai jo
Humse aankh churaye
Meli ho gaye sare choli
Aaye the ye aankh micholi
Arey jiyo sare jiyo ab to aa ja
Kal nahi aaya aaj to aa ja
Ho jai jai jal raja kal
Nahi aaya aaj to aaja
Munshi pal ji ki mame
Karta hai tu kyu hangame
Bhakto ki bhid lagi hai
Darshan ko tarsh rahi hai
Aaja re aaja ab to aaja
Kal nahi aaya aaj to aaja
Ho jai jai jal raja kal
Nahi aaya aaj to aaja
Aaj to aaja ho aaj to aaja.

More songs lyrics from Kathputli.