Jai Jagdish Hare Lyrics

"Jai Jagdish Hare" lyrics from Aashik Aawara sung by alka yagnik, vinod rathod and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Jai Jagdish Hare Lyrics


Jai jagdish hare swami jai jagdish hare
Jai jagdish hare swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Das jano ke sankat kshan mein dur kare
Om jai jagdish hare

Tere geet main gau sham sawere
Mere raaam mere raam
Raat ko sou subah jagu lekar tera naam
Tera naam tera naam
Is dunia mein kaun kisi ka
Tu hi sab ka meet
Jai jagdish hare swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Das jano ke sankat kshan mein dur kare
Om jai jagdish hare.

More songs lyrics from Aashik Aawara.