Jagi Jagi Badan Me Jwala Lyrics

"Jagi Jagi Badan Me Jwala" lyrics from Izzat sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by sahir ludhianvi

Singer(s):
Lyricist(s):

Jagi Jagi Badan Me Jwala Lyrics


Aa……
Jagi jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Mana mana kar hari
Mane nahi man matwala
Pari tune hasna chhodhi
Maine tujhe kitna jana
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala

Aate jate rahon me chheda
Inhi teri baton se pada yeh bakheda
Aate jate rahon me chheda
Inhi teri baton se pada yeh bakheda
Achchhi di pehchhan tere do naino ne
Achchhi di pehchhan tere do naino ne
Arey ghayal kar di jan tere do naino ne
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Hmm jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala

Ruthe meri aankho se sapne huye
Tere khwab me din the jo apne
Ruthe meri aankho se sapne huye
Tere khwab me din the jo apne
Apne pehle hal na aisa dekha tha
Apne pehle hal na aisa dekha tha
Arey solah sal me sal na aisa dekha tha
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala

Tere liye rato ko bhatku aate
Jate logo ki najaro me khatku
Tere liye rato ko bhatku aate
Jate logo ki najaro me khatku
Kaisi halchul dali meri javani me
Kaisi halchul dali meri javani me
Arey julmi tune aag laga di pani me
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Mana mana kar hari
Mane nahi manmatwala
Pari tune hasna chhodhi
Maine tujhe kitna jana
Jagi jagi
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala
Jagi badan me jwala
Saiya tune kya kar dala .

More songs lyrics from Izzat.