Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics

"Jagath Mein Samay Maha Balwan" lyrics from Mahabharat and music directed by ajay gogavale, atul gogavale and composed by ajay gogavale, atul gogavale

Music Director(s):
Composer(s):

Jagath Mein Samay Maha Balwan Lyrics


Yahah jeevan sansaar
Yahah sabhi kaal ka khel
Honi hokar hi rahi
Jhel sake to jhel

Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan
Sukh dukh dono jeevan saathi
Vidhi ka yahi vidhaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan

Pal bhar mein sinhasan chhuta
Mukut aur aabhushan chhuta
Dhan daulat sab mehel attari
Chhut rahein hain baari baari
Van ki aur chala sanyasi
Chhod raaj sanmaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan.

More songs lyrics from Mahabharat.