Jabse Hai Jaana Maine Lyrics

"Jabse Hai Jaana Maine" lyrics from Afsar Bitiya


Jabse Hai Jaana Maine Lyrics


Jabse hai jaana maine,
Tumko more piya ji
Maana tumhi ko apna…
Khud ko manaloon lekin,
Maane na mann zara ji
Dekhe tera hi sapna…

Tere daras ko hi
Tarse yeh naina,
Lambi badi rahi hai
Meri yeh raina,
Na jaane kuch bhi dil mera,
Maangoon main aur bhi kya?
Piya tere siva
O piya re piya..

More songs lyrics from Afsar Bitiya.