Jab Yaad Kiski Aati Hai Lyrics

"Jab Yaad Kiski Aati Hai" lyrics from Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai sung by lata mangeshkar and music directed by madan mohan kohli and composed by madan mohan kohli and lyrics written by raja mehdi ali khan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Yaad Kiski Aati Hai Lyrics


Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Ankho se nind udd jati hai
Milane ki lagan tadpati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai

Jab in aankho me pyar
Machal kar rota hai
Dil duniya bhar ke dard
Me dhuba hota hai
Har saans meri ghabrati hai
Meri jaan pe ban ban jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai

Hum diwane kaise
Kaise dukh sahete hai
Apne majhi se dur
Bahvar me rahte hai
Hum ko har moj darati hai
Kahi dur baha le jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai

Har phul kisi ki yaad
Me khoya khoya hai
Ye sabnam hai ya
Pyar kisi ka roya hai
Jab baag me koyal gaati hai
Duniya me bhi uth jati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Aankho se nind udd jati hai
Milane ki lagan tadpati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai
Jab yaad kisi ki aati hai.

More songs lyrics from Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai.