Jab Tum Aaoge Sawan Mein Lyrics

"Jab Tum Aaoge Sawan Mein" lyrics from Khwaab sung by richa and music directed by k. s. narula and composed by k. s. narula and lyrics written by aruna nazar

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Tum Aaoge Sawan Mein Lyrics


Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Barsoge tum jis aangan mein
Aagan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga

Madhuban mein harroj bahare
Aati hain aur jaati hain
Madhuban mein harroj bahare
Aati hain aur jaati hain
Aaoge jab tum madhuban mein
Madhuban kitna achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein

Darpan mujhko dikhlata hain
Prati din mere chehre ko
Darpan mujhko dikhlata hain
Prati din mere chehre ko
Aaoge jab tum darpan mein
Darpan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein

Jiske sundar daaman ke aage
Chaand sitare sarma jaaye
Jiske sundar daaman ke aage
Chaand sitare sarma jaaye
Nazar pade jab unka darshan
Darshan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Barsoge tum jis aangan mein
Aagan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein
Sawan kitana achha hoga
Jab tum aaoge sawan mein.

More songs lyrics from Khwaab.