Jab Tere Pyaar Ka Afsana Lyrics

"Jab Tere Pyaar Ka Afsana" lyrics from Ishq sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass and lyrics written by shakeel badayuni

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Tere Pyaar Ka Afsana Lyrics


Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Har jagah apne ko
Deewana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Har jagah apne ko
Deewana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka

Tu mere zarfe mohabbat ki
Zara daad to de
Tu mere zarfe mohabbat ki
Zara daad to de
Jaan kar shamma ko
Parwana likha hain maine
Jaan kar shamma ko
Parwana likha hain maine
Har jagah apne ko
Deewana likha hain maine
Jab tere pyaar k
afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka

Jabse dekha hain
Tere ghar mein
Baharo ka wajood
Jabse dekha hain
Tere ghar mein
Baharo ka wajood
Apni mehfil ko bhi
Viraana likha hain maine
Apni mehfil ko bhi
Viraana likha hain maine
Har jagah apne ko
Deewana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka

Bekhudi ne mujhe phir
Hosh mein aane na diya
Bekhudi ne mujhe phir
Hosh mein aane na diya
Teri aankho ko bhi
Maikhana likha hain maine
Teri aankho ko bhi
Maikhana likha hain maine
Har jagah apne ko
Deewana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka.

More songs lyrics from Ishq.