Jab Tak Pyar Nahin Hota Lyrics

"Jab Tak Pyar Nahin Hota" lyrics from Farz Aur Kanoon sung by asha bhosle, shabbir kumar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Jab Tak Pyar Nahin Hota Lyrics


Jab tak pyar nahin hota
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge
Yeh to nahi main keh sakta
Main kab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga
Jab tak pyar nahin hota
Tb tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge

Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh nain gulabi
Jab tak hai yeh chal sharbi
Jab tak hai yeh chehara kitabi
Yeh kehne mein kya hai kharabi
Main tab tak pyar karunga
Jab tum raho pyar ke kabil
Tb tak pyar karunga
Main tb tak pyar karunga

Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Dekho chhodo meri baiya
Tum kitne khud garz ho saiya
Pyar tumhara dhoop aur chhiya
Tum to mujh se bas apne
Matlab tak pyar karoge
Achha ji yeh to bolo
Mujhe tum kab tak pyar karoge
Tum kab tak pyar karoge

Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Tumne bura kyun man liya hai
Maine tumhe pehchan liya hai
Kya yeh tumne jan liya hai
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karunga
Jab tak pyar ahi duniya mein
Main tab tak pyar karungi
Main tab tak pyar karunga.

More songs lyrics from Farz Aur Kanoon.