Jab Tak Hai Chanda Lyrics

"Jab Tak Hai Chanda" lyrics from Sharada sung by lata mangeshkar and music directed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and composed by laxmikant shantaram kudalkar (laxmikant pyarelal), pyarelal ramprasad sharma (laxmikant pyarelal) and lyrics written by anand bakshi

Singer(s):
Lyricist(s):

Jab Tak Hai Chanda Lyrics


Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya

Kitni hai rab jane kitne janam hai
Kitni hai rab jane kitne janam hai
Jitne hai yug or jitne janam hai
Jitne hai yug or jitne janam hai
Wo mera dulha mai unki dulhaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda

Mere piya mere jiwan ke sathi
Jaise ke deepka jaise ke bati
Mere piya mere jiwan ke sathi
Jaise ke deepka jaise ke bati
Jaise ke ghunghru jaise payjaniya
Jaise ke ghunghru jaise payjaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda

Kajra lagake darpan jo dekhu
Kajra lagake darpan jo dekhu
Darpan se bhi mai jalke ye puchu
Ke kaun hai ri meri sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne sajan ki sajaniya
Jab tak hai chanda
Jab tak hai chandaniya
Mai banu apne.

More songs lyrics from Sharada.