Jab Se Woh Mah Para Gaya Lyrics
"Jab Se Woh Mah Para Gaya" lyrics from Sukoon sung by hariharan and music directed by hariharan and composed by hariharan
Jab Se Woh Mah Para Gaya Lyrics
Jab se woh mah para gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Jab se woh mah para gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Hum ne duniya loota di magar
Hum ne duniya loota di magar
Tumse dil bhi na haara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Tumse dil bhi na haara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Khamoshi ne sada di tumhein
Khamoshi ne sada di tumhein
Jab na humse pukaara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Jab na humse pukaara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Jaane kis dil pe bijali giri
Jaane kis dil pe bijali giri
Jaane kis dil pe bijali giri
Jaane kis dil pe bijali giri
Door tak ek sarara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Door tak ek sarara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Humne shahid jo chhedi ghazal
Humne shahid jo chhedi ghazal
Chilmano se pukaara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Chilmano se pukaara gaya
Shaame gham ka sahara gaya
Jab se woh mah para gaya
Shaame gham ka sahara gaya.
More songs lyrics from Sukoon.