Jab Se Uljhe Nainwa Lyrics

"Jab Se Uljhe Nainwa" lyrics from Pareeksha sung by geeta ghosh roy chowdhuri (geeta dutt) and music directed by s. n. tripathi and composed by s. n. tripathi and lyrics written by shri ram saaz

Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Se Uljhe Nainwa Lyrics


Jab se uljhe nainwa lutgaya
Man ka chainwa
Jab se uljhe nainwa lutgaya
Man ka chainwa
Katu mein to sajan tujh bin
Tare gin gin rainwa
Katu mein to sajan tujh bin
Tare gin gin rainwa
Hoye jab se uljhe nainwa

Meri chal najakat wali
Rang gora zulfen kali
Meri chal najakat wali
Rang gora zulfen kali
Kansin mein umariya
Bali anjaan bholi bhali
Kansin mein umariya
Bali anjaan bholi bhali
Janu kya mein samjhu
Kya mein pyar ke mithe
Bainwa
Jab se uljhe nainwa

Tar chid gaye tar chhid gaye
Sajan man bina ke
Din mein raat mein
Baat baat mein man
Humar yu bole
Din mein raat mein
Baat baat mein man
Humar yu bole
Hum hai tumhare
Tum ho humare
Hum hai tumhare
Dole bole aaj dil humara
Dole bole aaj dil humara
Jaane kaisa jadu kar gaye
Tore zulmi nainwa
Jaane kaisa jadu kar gaye
Tore zulmi nainwa
Jab se uljhe nainwa lutgaya
Man ka chainwa
Hoye jab se uljhe nainwa.

More songs lyrics from Pareeksha.