Jab Se Door Lage Lyrics

"Jab Se Door Lage" lyrics from Dil Ke Tukde Hazaar Huye sung by altaf raja and music directed by altaf raja, vaishnav deva and composed by altaf raja, vaishnav deva and lyrics written by arun bhairav

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Se Door Lage Lyrics


Saans tute aas na chute
Aane ke sajan ki
Mera rab hi jane yaro
Halat mere man ki

Jabse dur lage ho rahne
Dekho ashk lage hai bahne
Kya kya dard pade hai sahne
O mere sathiya
Tune ye kya kiya
O mere sathiya
Tune ye kya kiya

Dil jo tutega to
Fariyad karoge tum bhi
Dil jo tutega to
Fariyad karoge tum bhi
Hum na honge to hame
Yad karoge tum bhi
Kuch bhi kahe re
Koi kuch bhi kahe
Tere bina hum kaise rahe
Tuhi bata re ab tuhi bata
Darde judai kaise sahe
Aake to dekh teri judaai ne
Kya hal kar diya
O mere sathiya
Tune ye kya kiya

Aisa lagta hai ke wo
Bhul gaya hai hamko
Aisa lagta hai ke wo
Bhul gaya hai hamko
Ab kabhi khidki ka
Parda nahi badla jata

Tare gin gin ke kate sare nain
Tere dars ko taras gaye nain
Dil kahi ab lagta nahi
Tu jo aa jaye to aayega chain
Apne hi zakhmo
Ko khud apne
Apne hi zakhmo
Ko khud apne
Hatho se hai siya
O mere sathiya
Tune ye kya kiya
O mere sathiya
Tune ye kya kiya
O mere sathiya
Tune ye kya kiya
Haan tune ye kya kiya
Ho tune ye kya kiya.

More songs lyrics from Dil Ke Tukde Hazaar Huye.