Jab Saath Aa Gaye To Lyrics

"Jab Saath Aa Gaye To" lyrics from Captain Barry sung by asha bhosle and music directed by usha khanna and composed by usha khanna and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Saath Aa Gaye To Lyrics


Jab saath aa gaye ho
Jab saath aa gaye ho
Ab sath sath chalna
Kismat ki tarah tum bhi
Hamse na rukh badlana
Jab sath aa gaye ho

Duniya mein kahi koi aisa nahi
Duniya mein kahi koi aisa nahi
Koigum jise mila nahi
Gum lahko sahi zindagi ha ihasi
Jeevan ki jalke bujhna
Phir bujhke yuhi jalna
Jab sath aa gaye ho
Ab sath sath chalna
Kismat ki tarah tum bhi
Hamse na rukh badlna
Jab sath aa gaye ho

Jo hua so hua use bhul bhi ja
Jo hua so hua use bhul bhi ja
Aisi yado ka hai nahi koi sila
Nayi raho mein aa naye khwab saja
Yado ke dayro se ek din to hai nikalna
Jab sath aa gaye ho ab sath sath chalna
Kismat ki tarah tum bhi
Hamse na rukh badlna
Jab sath aa gaye ho

Kabhi pucho zara mujhe ye kaya hua
Kabhi pucho zara mujhe ye kaya hua
Ye hua jo hua hai tumhari dua
Dard diya hai to tumhi dedo dua
Pathar bano na aisa
Jane na jo pighalna
Jab sath aa gaye ho
Ab sath sath chalna
Kismat ki tarah tum bhi
Hamse na rukh badlna
Jab saath aa gaye ho.

More songs lyrics from Captain Barry.