Jab Pyar Kisi Se Karna Lyrics

"Jab Pyar Kisi Se Karna" lyrics from Majboori sung by asha bhosle and music directed by roshan lal and lyrics written by kashmirilal zakir

Singer(s):
Lyricist(s):
Music Director(s):

Jab Pyar Kisi Se Karna Lyrics


Jab pyar kisi se karna
Phir duniya se kya darna
Jab pyar kisi se karna
Phir duniya se kya darna
O dil waale pyaar karein
Aa jaao hum na darein
O dil waale pyaar karein
Aa jaao hum na darein

Rakh baandhi pyar ki dori dil waalo
Phir duniya se kya chori dil waalo
Badnaami se phir kyun darna hain
Badnaami se phir kyun darna hain
Kya darna hain
Armaan yahin hain dil mein
Is rang bhari mehfil mein
Armaan yahin hain dil mein
Is rang bhari mehfil mein
O dil waale pyaar karein
Aa jaao hum na darein
O dil waale pyaar karein
Aa jaao hum na darein

Milte toh kisi ke bas mein dilwaalo
Phir khaao pyar ki kasmein dilwaalo
Kuch range mohabbat bharna hain
Kuch range mohabbat
Bharna hain bharna hain
Gar laakh zamana toke
Yaa laaz sharam bhi roke
Gar laakh zamana toke
Yaa laaz sharam bhi roke
O dil waale pyaar karein
Aa jaao hum na darein
O dil waale pyaar karein
Aa jaao hum na darein.

More songs lyrics from Majboori.