Jab Koi Faisla Kijiye Lyrics

"Jab Koi Faisla Kijiye" lyrics from Tamanna sung by chandan dass and music directed by chandan dass and composed by chandan dass

Singer(s):
Music Director(s):
Composer(s):

Jab Koi Faisla Kijiye Lyrics


Jab koi faisla kijiye
Jab koi faisla kijiye
Jab koi faisla kijiye
Dil se bhi mashwara kijiye
Dil se bhi mashwara kijiye
Jab koi faisla kijiye

Leke pehchaan apni alag
Leke pehchaan apni alag
Sath sab ke raha kijiye
Sath sab ke raha kijiye
Sath sab ke raha kijiye
Jab koi faisla kijiye
Dil se bhi mashwara kijiye
Jab koi faisla kijiye

Waqt se harna moat hain
Waqt se harna moat hain
Waqt ka samana kijiye
Waqt ka samana kijiye
Waqt ka samana kijiye
Jab koi faisla kijiye
Dil se bhi mashwara kijiye
Jab koi faisla kijiye

Khamoshi achhi lagati nahi
Khamoshi achhi lagati nahi
Kuchh nahi to gilla kijiye
Kuchh nahi to gilla kijiye
Kuchh nahi to gilla kijiye
Jab koi faisla kijiye
Dil se bhi mashwara kijiye
Jab koi faisla kijiye

Gar mulakaat mumkin nahi
Gar mulakaat mumkin nahi
Yaad hi kar liya kijiye
Yaad hi kar liya kijiye
Yaad hi kar liya kijiye
Jab koi faisla kijiye
Dil se bhi mashwara kijiye
Jab koi faisla kijiye.

More songs lyrics from Tamanna.