Jab Julm Kisi Jalim Ka Lyrics

"Jab Julm Kisi Jalim Ka" lyrics from Ganga Ki Saugand sung by lata mangeshkar and music directed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and composed by anandji virji shah, kalyanji virji shah and lyrics written by anjaan

Singer(s):
Lyricist(s):

Jab Julm Kisi Jalim Ka Lyrics


Jab julm kisi jalim ka
Sachai se takraye
Jalim meri daara me
Tinke ki tarah bah jaye
Har baar raam ki jai ho
Har baar raam ki jai ho
Hare ravan abimani

Mano to mai gaga ma
Hu na mano to bahata pani
Mano to mai gaga ma
Hu na mano to bahata pani
Jai jai gange jai jai gange
Jai ganga ma jai gange ganga ma
Jai jai gange ganga ma

Koi beta jab baho me
Ma lash uthaye
Jalim duniya ka mara
Jab mere tath pe aaye
Ek aag liye sine me dil
Me toofan dabaye
Aanshu ke in sholo me
Mamta ki chita jalaye
Ish aag me jalkar kyu na
Ish aag me jalkar kyu na
Baagi ho jaye jawani.

More songs lyrics from Ganga Ki Saugand.